Gadar 2 Dialogues: 24 Most Iconic Dialogues

Recently, the film ‘Gadar 2’, starring Sunny Deol and Ameesha Patel, has been released. This movie is the sequel to the iconic film ‘Gadar’, which was released in 2001. We all have fond memories associated with the film ‘Gadar’ from our childhood. The songs, dialogues, and action scenes from that film are still fresh in our minds.

Now, in the sequel ‘Gadar 2’, Tara Singh travels to Pakistan for the sake of his son. This film has been well-received by the audience, as evidenced by its impressive box-office collection of over ₹430 crore within just 9 days of its release. Let’s take a look at some of the fantastic dialogues from this blockbuster movie that will surely give you goosebumps when you watch them in the film.

Here are some amazing dialogues from the movie “Gadar 2.” You should definitely watch this film once, as it will refresh your childhood memories associated with “Gadar 1.”

Gadar 2 Famous Dialogues

Tara Singh’s Dialogues

Sahab ji tussi tara singh nu pehchande nahi, dushmana nu pucho tara singh kon hai- Tara Singh

Miya agar hasrate aukat se zyada badh jaye na, to tabahi ke liye dushmano ki zarurat nahi padti- Tara Singh

Kisse azadi dilaoge tum, hindustan musalmano ka hai, hindustan chritiano, hindu ka hai, sikho ka hai, har hindustani ka hai, aur in sabne milkar azadi ki ladai ladi hai, qurbaniya di hai- Tara Singh

Agar apne Rasool ke raste par chalta toh Gazwa e hind nahi, Jhazba e hind ki baat karte, aur duniya ek jannat hoti- Tara Singh

Agar yahan ke logo ko dobara mauka mile na hindustan basne ka, to adhe se zyada pakistan khali ho jayega, tumhara ye siyasi pan tumhe bhikhari bana dega, katora lekar ghumoge, bhikh bhi nahi milegi- Tara Singh

Par mere bolne se kya hoga, agar maine murdabad ka nara bhi laga dia na, to mere mulk ki shaan kam nahi hogi, humara tiranga asmaan me lehra raha hai lehrata rahega, agar har hindustani ne zindabad ka nara lagaya na to uski awaz ki gunj tum sabko faad degi, Hindustan Zindabad- Tara Singh

Jittey’s Dialogues

Agar aisi jung hui na janab, toh ubaal humari rago ka bhi dekhna, Dushman ko khun me dubo dubo kar marenge- Jittey

Apni maa ki ankhon me jab ansu dekhta hoon na, to jee karta hai sansar ko aag laga du, Sare darr bhag jate hain- Jittey

Main tara singh da puttar hoon, main kisi bhi halat me ek bete hone ka farz nibha lunga- Jittey

Namaz padhne ja rahe hai na aap, to allah se apne liye dua maang lena, ki mera babbe yahan na aaye, kyuki agar wo yahan aa gaya na, aur usne meri ye halat dekh li, to tere itne chithde karega, itne chithde karega itne chithde karega ki pura pakistan nahi gin payega- Jittey

Tune jitni quran padhi hai na, usse jada meri maa ne mujhe sunai hai samjhayi hai- Jittey

Ud gaye na chithde, abhi to pappe ne hath bhi nahi lagaya- Jittey

Main nahi chahta koi anhoni ho meri mauski ke sath.. Mera nanihal hai na, pakistan, aur yahan ke alawa mujhe maasi maa kahan mil sakti hai- Jittey

Sakeena’s Dialogue

Waqt ke sath sath humare liye apki care badhti ja rahi hai- Sakeena

Hamid Iqbal’s Famous Gadar 2 Dialogues

Kitna intezar karwaya tune, ab tera intezar puri dunia karegi- Hamid Iqbal

Ek din ghazwa e hind hoga, ek ek hindu musalmaan banega, aur ye hindu humari betiyon ko bargalayenge, unki asmat lutenge, unhe hindni banayenge- Hamid Iqbal

Tara Singh bade mauke par aaya hai tu, baap ke samne bete ka Qatal- Hamid Iqbal

Bohot zulm kar liye tumne hindustan me musalman bhalyon par, ab hum unhe azadi dilayenge- Hamid Iqbal

Janab sadar, maine bohot hummilation saha hai partition ke dauran, har bar mazboot hokar nikla hoon, is bar b niklunga- Hamid Iqbal

Also Read – Best Indian Patriotic Movies: 15 Films That Evoke National Pride

Some other famous dialogues from Gadar 2

Apke sasural se kuch aaya hai waise to gola barood hi aate hain, iss bar kuch tohfe aaye hain- Rawat

Iss bar jung hui na to pura phod denge, hindustan ki zameen ko laal aur jhande ko hara kar denge- Others

ISI kutte se bhi tez hai sunghne mein- Gullu

Read This – Most Expensive Songs: 16 Most Costliest Indian Songs Of All Time

Damad hai wo Pakistan ka, usse nariyal do, teeka lagao warna iss bar wo dahej me Lahore le jayega- Others

Achha ek kaam karna, jab tu hindustan wapas jayega, to apne jaise kisi mazloom, pakistani ki madad karna, dekhna kitna sukoon milega- Others

Must Read – Bollywood’s Most Memorable Alien Movies

Gadar 1 Famous Dialogues

Alright, let’s now see some memorable dialogues from the movie ‘Gadar,’ which was released in 2001.

“Hamara Hindustan zindabad tha, zindabad hai, aur zindabad rahega!”

“Agar main apne biwi bachchon ke liye sar jhuka sakta hoon … toh main sabke sar kaat bhi sakta hoon”

“Itne tukde karoonga ki pehchana nahi jayega”

“Hum to itne majboor hain ki mar bhi nahi sakte….Agar mar sakte to kab ke mar jate”

“Rab ek, Khuda ek, toh uske banaye huye sab bande bhi ek hi huye na? Fir kya singh aur kya khan.”

“Siyasatain badal gayi, watan ke naam badal gaye par dil ke jazbaat toh nahi badle jaa sakte na.”

You should definitely watch this film once, as it will refresh your childhood memories associated with “Gadar 1.