Category: Self Improvement
-
Self-Development in Hindi: 11 Ideas To Boost Personal Growth
Self-development (aatm vikas) saari zindagi chalne wala process hai. Aapko apni zindagi me kuch bada aur successful banne ke liye khud ko bhi us layak banana hoga. Self improvement ki journey kayi logo ko bohot mushkil lagta hai, lakin kya ye sach me itna mushkil hai? Jawab hai- bilkul nahi. Khud ke self-growth par kaam…
-
16 Best Self-Improvement Movies to Watch in Hindi
Jab films ki baat karte hai tab hamare dimag me entertainment related films hi aati hai, jinko dekh kar ham kuch sikhte nahi bas entertain hote hai. Lakin jinko apni zindagi me kuch bada karna hai wo movies ko sirf entertainment ke liye nahi, balki khud ko motivate aur kuch naya sikhane ke liye bhi…
-
14 Self Improvement Podcast Channels in Hindi
Aaj ke is social media ke jamane me hamari attention span kaafi kam hoti jaa rahi hai. Hum Reels aur Shorts par swipe karte hue har kuch seconds par dopamine rush le rahe hai, jisse hamari der tak focus rakhne ki capacity kam hoti jaa rahi hai. Aur iske opposite Podcasts jiska average length lagbhag…
-
11 Most Important Self Improvement Books in Hindi
Books ek aisi chij jisse aap jo chaho, jis field me chaho sikh sakte ho. Aapko lagbhag har successful insan ke piche unke sikhte rehne ki aadat jaroor milegi aur unke sikhne ke is raaste par books unki kaafi help karti hai. Aisa kaha bhi jaata hai ki ek sahi kitab aapki puri zindagi badal…
-
Indian Podcast YouTube Channels: My Top 11 Indian Podcasters
In today’s era of social media, our ability to focus for longer periods is decreasing. We spend hours swiping through Reels and Shorts, seeking a dopamine rush, which reduces our capacity to maintain focus for extended periods. On the other hand, podcasts, which usually have an average length of around one hour, are also rapidly…
-
Exploring the Timeless 17 Quotes of Stoic Philosophy
Stoicism bohot hi alag aur effective way of thinking hai. The Stoic school of philosophy ki shuruwat aaj se lagbhag 2322 saal pehle Citium, Cyprus ke philosopher ‘Zeno’ ne Athens me kiya tha. Stoic philosophy me bohot si aisi baate hai jo kaafi logon ko ajeeb lag sakti hai. Jaise – Isme bataya gaya hai…
-
5 Things You Need to Learn for Your Next Level Growth in Hindi
Apni zindagi me agar aapko next level ki growth chahiye, to aap abhi jis tarike se apni zindagi ko jee rahe ho us tarike se aisa kar paana kafi impossible si chij hai. Kyuki hum me se jyadatar log apne samay ki value nahi karte aur ye sabse bura chij hota hai jo hame hamare…
-
52 Life Changing Lessons From ‘Think Like A Monk’ by Jay Shetty
Hey dosto, Think Like A Monk by Jay Shetty abhi tak ki padhi gayi meri sabse aachi books me se ek hai. Is kitab me aapko bohot saare life lessons milenge jo ki aapke liye bohot kaam ke honge. Jay Shetty ne is book me aapne Monk (sadhu) banne ke raaste me sikhe gaye kayi…
-
Top 17 Learnings from ‘Good Vibes, Good Life’ in Hindi
Good Vibes, Good Life by Vex King Good Vibes, Good Life ‘Vex King’ ke dwara likhi gayi ye book ab tak ki meri sabse pasandida books me se hai. Is kitab me aapko aaj ke samay me aane waali bohot se problems ko naye najariye (perspective) se dekh kar khud ko aage badhane ka tarika…
-
Top Learnings from Think and Grow Rich in Hindi
Think and Grow Rich – Napoleon Hill ‘Think and Grow Rich’ ek aisi book jis book ko padhna aapke zindgi ki sabse aachi readings me se ek ho sakti hai. Is book ko likhne ka idea Napoleon ko us samay ke bohot bade business tycoon ‘Andrew Carnegie’ ne diya tha. Think and Grow Rich is…